You Are Reading

0

Ansoo bahana

Janubaba
hi

'chupke chupke raat din aanso bahana yaad hai
humko ab tak aashqi ka wo zamana yaad hai
khanch lena wo mera pardes ka kona dafatan
aur dopte per tera mun chupana yaad hai
hum ko ab tak aashqi ka wo zamana yaad hai
chupke chupke raat din aanso bahana yaad hai
dopeher ki dhop main mere bulane ke liye
wo tera khothe pe nanga paon aana yaad hai
hum ko ab tak aashqi ka wo zamana yaad hai
chupke chupke raat din aanso bahana yaad hai'

0 comments:

Post a Comment

More Search

Friends Corner

 
Copyright 2010 SMS-QUEEN